Ab waqt-e-judai hai mujhay alvida keh do.
Ab janay ka waqt hai mujhay alvida keh do.
Mei bakhshish ka zariya tha tumharay leay.
Dilro raha hai magar ab alvida keh do.
Tumhei afsos to hoga meray janay par.
Aaunga lout k phir ab alvida keh do. Tumharay
liye rehmat ki wajah tumhari bakshish
ka sabab.
kar lo khuda ko razi to mujhe ab alvida keh do.
Menay tumhei chalna sikha diya. manzilo ka
pata
bata dia.
Main na chal sakunga tumhray sath ab alvida
keh do.
Alvida alvida mahay Ramzaan.
No comments:
Post a Comment